Organization 2-Indian Ujjawal Samaaj Sahyog

Indian Ujjawal Samaaj Sahyog ek samarpit samajik sanstha hai jo samaj ke kamzor aur vanchit vargon ke utthan ke liye kaam karti hai. Hamara uddeshya shiksha, swasthya, mahila sashaktikaran, yuva vikas aur samajik jagrukta ke madhyam se ek ujjawal, samriddh aur saman samaj ka nirman karna hai.